Manzileen apni jagha hain Raaste apni jagha
Jab kadam hi saath na dee To musafir kya kare
Youn to hain humdard bhi aur hamsafar bhi hiamera
Barh ke koi hath na de dil bhala phir kyakare
Manzileen apni jagha hain Raaste apni jagha
Jab kadam hi saath na dee To musafir kya kare
Toobne wale ko tinke ka sahara hi bohot
Dil behel jaae fakat itna shara hi bohot
Itne par bhi asmaa wala girade bijliyan
Koi batlae zara ye doobta phir kya kare
Manzileen apni jagha hain Raaste apni jagha
Jab kadam hi saath na dee To musafir kya kare
Pyaar karna jurm hai to jurm humse ho geya
Kaable mafi huwa karte nahi aese gunah
Sang dil hai ye jahan par sangdil nahi mera sanam
Koi batlade zara ye dil bhala phir kya kare