Koi Mujhay Mera Bharpoor Sarapa Ladey
mere bazoo, meri aankhain, mera chehra ladey.
aisa darya jo kissi aor samandar main girray.
Is se behter hai k mujh ko mera sahra ladey.
kuch nahi chahiay tujh se ae meri Umar-e-rawaan.
mera BACHPAN, mere JUGNOO, meri GURYA ladey.
naya mosam meri benaai ko tasleem nahi.
meri aankhoon ko wohi khawaab purana ladey.
jis ki aankhein mujhay andar se bhi parh sakti hoon.
koi chehra to mere shehar main aisa ladey.
kashti-e-jaan to bhanwar main hai kai barsoon se.
ae khuda ab to dabo de ya kinaara ladey